Page 11 - PYF GUIDE BOOK4
P. 11
12. EK JHARNE BEHTA (IMMANUEL A THIZÂM)
1. Ek jharne behta lahu ka 09. KASH KI HAZAR JABANO SE
Prabhu Yeshu ki deha se. (AW MI SÂNG TAM TAK)
Dubte papi jab is dhara me
Dulte sare pap unke-3 1. Kash ki hazar jabano se,
Mei gaun khus ilhan; (2)
2. Wo marta daku khush hua Jalal aur fazal Yishu ke,
Dekh kar lahu ke sote ko. Khudawand paak sultan. (3)
Uske jeisa brast to me bhi hu
Dho do pap mere sare-3 2. Ai malik mere, Rabb mudam,
Tu mere, madadkar ;(2)
3. Wo jhrane dekha viswash se Taaki mei phailau tera naam,
Beheta Yeshu ki chhoto se. Har jagah duniya par.(3)
Uska prem hi mera jeevan hai
Rahega amesha ke liye-3
3. Masih ka naam hatata hai,
Hamari gam har aan; (2)
13. RAKH TU MUJHE KRUS KE PASS Badkaron ko pahungchata hai,
(ISU KRAWS MIN HNAI RAWH) Salahiyat aur jaan. (3)
1. Rakh tu mujhe Krus ke pass, Waha mukh ka sota 4. Gunah ki phande se Masih,
Sabke sanga karne ko, Behe ke sada ho ta. Azad kar deta hai; (2)
Kris hi ko sada lao, Dhannya manta hunga. Aur ham kamzor lacharo ki,
Jab us tak usi Rajay ko, Me na pahoonchunga. Woh khabar leta hai. (3)
2. Kris ke pass jab me rahe, Tab hi mukhti paye,
Waha kiran surye ki, Mere dil me aaye. 5. Ai bahro, suno Yishu ki,
3. Krus ke pass jab pahunche, Mujhe tere daya. Ai gunggo, lo jaban; (2)
Mere upar sada hi, Tere Krus ki chhaye. Ai andho, dekho langro bhi,
Ab daurke ho shadman. (3)
4. Krus ke pass me rahunga, Nit bharosa kar ke.
Jab tak me na dekhunga, Sukh ko tere ghar me. _____________
24 21